SEARCH RESULTS
Showing search results for "lagaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "lagaa.ii"
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
sharte.n lagaa.ii jaatii nahii.n dostii ke saath
kiije mujhe qubuul mirii har kamii ke saath
Waseem Barelvi
Ghazal
hogaa ko.ii is dil saa bhii diivaana ki jis ne
KHud aag lagaa.ii ho bujhaane bhii chalaa ho
Zeb Ghauri
Ghazal
aag duniyaa kii lagaa.ii hu.ii bujh jaa.egii
ko.ii aa.nsuu mire daaman pe bikhar jaane de
Nazeer Baaqri
Ghazal
devtaa.o.n aur KHudaa.o.n kii lagaa.ii aag ne
dekhte hii dekhte bastii ko jangal kar diyaa
Rahat Indori
Ghazal
ajiib shart lagaa.ii hai ehtiyaato.n ne
ki teraa zikr karuu.n aur teraa naam na ho
Waseem Barelvi
Ghazal
KHaak aa.nkho.n se lagaa.ii to ye ehsaas hu.aa
apnii miTTii se har ik shaKHs ju.Daa hotaa hai
Munawwar Rana
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
jaltaa thaa siina meraa ai sham.a tis pe tuu ne
duunii lagaa.ii aatish aa.nsuu bahaa bahaa kar
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
le ke faqiirii aas lagaa.ii duniyaa se
'baaqar' pyaare tuu bhii sag-e-duniyaa niklaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
saare jahaa.n ne mujh pe lagaa.ii hai.n tohmate.n
tum ne bhii meraa naam uchhaalaa to kyaa hu.aa
Kunwar Bechain
Ghazal
hamii.n pe ishq kii tohmat lagaa.ii jaatii hai
magar ye sharm jo chehre pe chhaa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
zaalim buto.n se aa.nkh lagaa.ii na jaa.egii
patthar kii choT dil se uThaa.ii na jaa.egii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
garmii ne kuchh aag aur bhii siine me.n lagaa.ii
har taur Garaz aap se milnaa hii kam achchhaa