SEARCH RESULTS
Showing search results for "lajaa"
Ghazal MATCHES FOR "lajaa"
Ghazal
sharmaa ga.e lajaa ga.e daaman chhu.Daa ga.e
ai ishq marhabaa vo yahaa.n tak to aa ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
Nasim Maysori
Ghazal
Fattavat Aurangabadi
Ghazal
aa.iina us ko dekh ke mab.huut ho gayaa
gul-daan me.n gulaab lajaa kar simaT ga.e
Nasir Shahzad
Ghazal
lajaa lajaa ke sitaaro.n se maa.ng bhartii hai
uruus-e-shaam ye kis ke liye sa.nvartii hai
Makhmoor Saeedi
Ghazal
lajaa kar raat ne kuchh aur bhii ghuu.nghaT nikaalaa
talab ne jism pahnaa shauq ne gahne utaare
Sarfraz Zahid
Ghazal
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
shor sun ke baarish kaa dil machal saa jaataa hai
bhiige bhiige phuulo.n se ham lajaa se jaate hai.n
Ambar Abid
Ghazal
lajaa ke KHud se nihaa.n ho ga.ii hai phuulo.n me.n
shamiim-e-KHush ki tire pairahan se niklii hai
Zameer Azhar
Ghazal
Shamim Anwar
Ghazal
Kailash Sengar
Ghazal
kaisaa KHayaal hai ye kahaa.n kii hai tarz-e-fikr
aayaa to vo lajaa gayaa bichh.Daa to ro diyaa
Nasir Shahzad
Ghazal
Niyaz Haidar
Ghazal
tum ne us ke haatho.n aaj kyaa payaam bhejaa hai
kyo.n lajaa rahii hai yuu.n muskuraa ke purvaa.ii
Harish Kumar
Ghazal
milan kii aas me.n baiThii ‘uruus-e-nau kii tarah
shab-e-muraad ke dar par lajaa ga.ii hai shaam