SEARCH RESULTS
Showing search results for "lamhe-vamhe"
Ghazal MATCHES FOR "lamhe-vamhe"
Ghazal
ek tire hii jalve se raushan hai.n ye aa.nkhe.n
saa.at-vaa.at lamhe-vamhe manzar-vanzar kyaa
Qamar Siddiqi
Ghazal
aaj bhii vaj.h-e-siyaadat hai.n mire vaaste vo
terii qurbat ne jo do-chaar sa.nvaare lamhe
Iqbal Ahmad Qamar
Ghazal
ham pe tanhaa.ii me.n kuchh aaise bhii lamhe aa.e
ban ga.e aap kii tasviir hamaare saa.e
Mushfiq Khwaja
Ghazal
fareb-e-hijr me.n lamhe sabhii visaal ke hai.n
ga.e dino.n kii mohabbat ye din malaal ke hai.n
Mustahsin Khayal
Ghazal
vaj.h-e-taKHliiq-e-'aalam rahaa 'ishq hai
phir bhii duniyaa me.n rusvaa miraa 'ishq hai
Naqui Niazi
Ghazal
na.e tarz kaa mire saath aap ne chhal kiyaa
mire baa'd mere kahe hu.e pe 'amal kiyaa
Bilal Sabir
Ghazal
be-KHudii me.n mu.nh se jo niklaa suKHan saabit hu.aa
aql se behtar miraa diivaana-pan saabit hu.aa
aqeel nomani
Ghazal
lamhe lamhe kii rifaaqat thii kabhii vaj.h-e-nashaat
mausam-e-hijr hu.aa ab sar-o-saamaa.n apnaa
Nasir Zaidi
Ghazal
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
abhii hayaat kaa maahaul saazgaar kahaa.n
bhalaa huzuur kahaa.n aur ye KHaaksaar kahaa.n
Hayat Madrasi
Ghazal
bhiige badan bane hai.n yahaa.n vaj.h-e-tishnagii
baarish ne saare shahr me.n KHushkii bikher dii
Zahoor Minhas
Ghazal
mai.n aalam-e-imkaa.n me.n jise Dhuu.nDh rahaa huu.n
vo puuchh rahaa hai ki kise Dhuu.nDh rahaa huu.n
Arsh Siddiqui
Ghazal
tuu nahii.n to zindagii aazaar hai tere baGair
zindagii zinda-dilii par baar hai tere baGair
Saib Tonki
Ghazal
ise guzaar magar is pe e.atibaar na kar
hai umr faanii ise vaj.h-e-iftiKHaar na kar
Sughra Sadaf
Ghazal
hai vaj.h-e-sukuun-e-dil-e-aashufta-navaa bhii
vo aa.nkh ki hai fitna-e-sad-huush-rubaa bhii
Hafiz Ludhiyanvi
Ghazal
be-chehragii ke shahr me.n chehra talaash kar
betaab regzaar me.n saaya talaash kar