SEARCH RESULTS
Showing search results for "laq-o-daq"
Ghazal MATCHES FOR "laq-o-daq"
Ghazal
phir dhuup se pa.Degaa mujhe vaasta 'sa.iid'
merii nazar ke aage hai sahraa-e-laqq-o-daq
Saeed Rahmani
Ghazal
taa.ir-e-shauq-e-humaa vo jo kare baal kushaa
ho bayaabaan-e-laq-o-daq me.n KHazaana paidaa
Shaukat Wasti
Ghazal
hai aabla-paa.ii hii tiraa naqsh-e-kaf-e-paa
sahraa-e-laq-o-daq hai yahaa.n aab kahaa.n hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
dil hai naakaam umiido.n kaa laq-o-daq sahraa
aas kaa phuul ko.ii is me.n khilaa.e na bane
Maqsood Ahmad Maqsood
Ghazal
udaas udaas hai.n insaa.n har ek chehra faq
ye shahr shahr hai yaa dasht hai ye laq-o-daq
Dr. Azam
Ghazal
ilaahii ab ko.ii chaara nahii.n du.aa ke sivaa
mariiz-e-hijr lab-e-dam hai kyaa kiyaa jaa.e
Purnam Allahabadi
Ghazal
qariib aa ke vo maa'suumiyat se kahte hai.n
mariiz-e-'ishq lab-e-dam hai kyaa kiyaa jaa.e
Nafees Ahmad Sahar
Ghazal
aur mansuur ko.ii mash.had-e-hastii me.n na thaa
laa.eq-e-daar jo ik merii anaa Thahrii hai
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
lab-e-KHushk dar-tishnagii-murdagaa.n kaa
ziyaarat-kada huu.n dil-aazurdagaa.n kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
lab-e-jaa.n-baKHsh pe dam apnaa fanaa hotaa hai
aaj iisaa se ye biimaar judaa hotaa hai
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Abdul Qadir
Ghazal
hikaayat-e-lab-e-dar-KHaar tak nahii.n mahduud
Gazal saraahat-e-huur-o-qusuur chaahe hai
Asar Ansari
Ghazal
taKHta-e-daar pe laa.ii nigah-e-naaz mujhe
'ishq ne maan liyaa saahib-e-e'zaaz mujhe