SEARCH RESULTS
Showing search results for "lauTaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "lauTaa.e"
Ghazal
Gauhar Raza
Ghazal
us ne to dekhe an-dekhe KHvaab sabhii lauTaa.e
aur the shaayad TuuTii hu.ii taabiir banaane vaale
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
mai.n ne kyaa ranj diye ashk na lauTaa.e mujhe
ai mire dil ko.ii be-faiz na dekhaa aisaa
Saqi Faruqi
Ghazal
sach hai mai.n ne hii KHamoshii kii guzaarish kii thii
ab mirii gum-shuda aavaaz to lauTaa.e ko.ii
Subodh Lal Saqi
Ghazal
zindagii merii thii aur us ko 'jiyaa' auro.n ne
mujh ko pal mere jo lauTaa.e magar tum saa kahaa.n
Jiya Shah
Ghazal
thak-haar ke duniyaa se jo aa.e tire dar tak
ab jaa.e.n kahaa.n par tire lauTaa.e hu.e log
Armaan Khan
Ghazal
vo kahii.n bhii gayaa lauTaa to mire paas aayaa
bas yahii baat hai achchhii mire harjaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
haath KHaalii hai.n tire shahr se jaate jaate
jaan hotii to mirii jaan luTaate jaate
Rahat Indori
Ghazal
tuu itnii dil-zada to na thii ai shab-e-firaaq
aa tere raaste me.n sitaare luTaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
adhuure raaste se lauTnaa achchhaa nahii.n hotaa
bulaane ke liye duniyaa bhii aa.ii to kahaa.n aa.ii
Munawwar Rana
Ghazal
ham ne hii lauTne kaa iraada nahii.n kiyaa
us ne bhii bhuul jaane kaa va.ada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
luTaate daulat-e-duniyaa ko mai-kade me.n ham
tilaa.ii saaGar-e-mai nuqra.ii subuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHabar kyaa duu.n mai.n shahr-e-raftagaa.n kii
ko.ii lauTe bhii shahr-e-raftagaa.n se