SEARCH RESULTS
Showing search results for "lazzat-e-alam"
Ghazal MATCHES FOR "lazzat-e-alam"
Ghazal
lazzat-e-dard-e-alam hii se sukuu.n aa jaa.e hai
dil miraa un kii navaazish se to ghabraa jaa.e hai
Syed Zahiruddin Zaheer
Ghazal
vo ziist jo lazzat-kash-e-aalaam rahii hai
vo ziist tire naam se mansuub hu.ii hai
Syed Fazlul Mateen
Ghazal
kis ko samjhaa huu.n tirii pahlii nazar
miT rahaa huu.n lazzat-e-aalaam par
Maikash Akbarabadi
Ghazal
Gam-e-zamaana ne jhaa.Dii nashaat-e-ishq kii mastii
vagarna ham bhii uThaate the lazzat-e-alam aage
Mirza Ghalib
Ghazal
badlaa na meraa ranj-o-alam haa.e re qismat
dil aur machal jaataa hai dil-giir ke aage
Maqsood Alam Khan Alam Barelvi
Ghazal
kuchh aur masaa.il se uljhegaa abhii 'aalam'
har saahib-e-aalam pe chhaa.ii abhii mastii hai
Afroz Alam
Ghazal
ham bhii de de.nge jaan ai 'aalam'
kuchh agar un ke naam par aa.ii
Maqsood Alam Khan Alam Barelvi
Ghazal
Maqsood Alam Khan Alam Barelvi
Ghazal
soch agar badlii nahii.n to faa.eda 'aalam' nahii.n
aab-e-zamzam pii ke kyaa tum paarsaa ho jaa.oge
Zaheer Alam
Ghazal
KHudaa hii haamii-o-naasir hai us kaa ai 'aalam'
jo khaa ke baarhaa Thokar nahii.n sa.nbhaltaa hai
Aalam Nizami
Ghazal
qatl hote hai.n yahaa.n naara-e-elaan ke saath
vaz.a-daarii to abhii aalam-e-saffaak me.n hai
Alam Khursheed
Ghazal
'aalam' dil-e-asiir ko samjhaa.uu.n kis tarah
kam-baKHt e'tibaar ke qaabil nahii.n hai vo
Alam Khursheed
Ghazal
chashme kii tarah 'aalam' ash.aar phuuTte hai.n
koh-e-giraa.n kii suurat me.n bhii ubal rahaa huu.n
Alam Khursheed
Ghazal
be-sabab ham se KHafaa ho ga.ii duniyaa 'aalam'
ham ne likkhaa hai kahaa.n qissa-e-jaa.n se aage
Alam Khursheed
Ghazal
ajiib dhu.nd hai mai.n apnii haar me.n 'aalam'
shikast-e-gumbad-o-mehraab dekh letaa huu.n
Alam Khursheed
Ghazal
KHushii ke laakh vasaa.el KHariid lo 'aalam'
dil-e-shikasta magar pur-malaal rahtaa hai