SEARCH RESULTS
Showing search results for "lazzat-e-sohbat"
Ghazal MATCHES FOR "lazzat-e-sohbat"
Ghazal
aaGosh-e-gul me.n lazzat-e-sohbat nahii.n rahii
kis se kahuu.n ki qaus-e-mohabbat nahii.n rahii
Kishwar Naheed
Ghazal
lutf-e-jafaa-e-dost kaa kaise adaa ho shukriya
lazzat-e-sorish-e-jigar dene lagii du.aa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
kahaa.n ham aur kahaa.n ye lazzat-e-Gam
ye sab terii karam-farmaa.iyaa.n hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kitne aziiz hai.n ye masiihaa ko kyaa KHabar
vo zaKHm-e-dil jo lazzat-e-aazaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
dil-daadgaan-e-lazzat-e-iijaad kyaa kare.n
sailaab-e-ashk-o-aah pe buniyaad kyaa kare.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
aa.e na aa.e dil ko yaqii.n lekin ai 'ka.nval'
un ke har ek va.ade me.n lazzat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
shiddat-e-zabt kii lazzat ko ghaTaa detii hai.n
aa.nkhe.n naadaan hai.n kyo.n ashk bahaa detii hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ko.ii masarrat-e-lazzat mujhe na dard kaa Gam
mirii to ziist hii mastaana-vaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
buu aane lagii tujh se bhii duniyaa kii mire yaar
kuchh roz mujhe sohbat-e-bad chaahiye merii
Aal-e-Umar
Ghazal
sune na saaqi-e-mehvash to aur bhii achchhaa
ayaar-e-garmii-e-sohbat hai harf-e-maazuurii
Allama Iqbal
Ghazal
hai ye mar miTne kaa in.aam tumhe.n kyaa ma.aluum
lazzat-e-dashna-e-ba-dnaam tumhe.n kyaa ma.aluum
Iffat abbas
Ghazal
karuu.n 'uzr-e-tark-e-sohbat so kahaa.n vo be-dimaaGii
na Guruur-e-miirzaa.ii na fareb-naa-tavaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
tanhaa tirii mahfil me.n nahii.n huu.n ki mire saath
ik lazzat-e-paabandii-e-iz.haar-o-bayaa.n hai
Anwar Masood
Ghazal
ab chaahtaa huu.n lazzat-e-dard-e-firaaq-e-yaar
dil to har ek aish-e-zamaana se bhar gayaa
Ishaq Nashad
Ghazal
bajaa hai lazzat-e-sher-o-sharaab-o-naGma-o-rang
magar ye KHalvat-e-jalva-numaa bhii kyaa kam hai