SEARCH RESULTS
Showing search results for "lifaafaa"
Ghazal MATCHES FOR "lifaafaa"
Ghazal
nahii.n hai mohr lifaafa pe KHat ke ai qaasid
ye daaG hai mirii qismat kii naa-rasaa.ii kaa
Ameer Minai
Ghazal
Munazzah Noor
Ghazal
sukuun kuchh to milaa dil kaa maajraa likh kar
lifaafa phaa.D diyaa phir tiraa pata likh kar
Shahzad Ahmad
Ghazal
Arsh Siddiqui
Ghazal
qaasid likhuu.n lifaafa-e-KHat ko Gubaar se
taa jaane vo ye KHat hai kisii KHaaksaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ba.De saliiqe se mazmuun band hai is me.n
lifaafa dil kaa khulaa hai to ko.ii baat nahii.n
Asar Nizami
Ghazal
pa.Dhuu.n tum ko mohabbat goshe goshe me.n nazar aa.e
lifaafa khol kar ye KHatt-e-saada kaun dekhegaa
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
hamaare naam tumhaaraa lifaafa kyaa aayaa
hamaare ghar ke dar-o-baam muskuraane lage
Rehana Nawab
Ghazal
Afsar Saleem Afsar
Ghazal
KHud ko in.aam ke paa lene kaa dhokaa de kar
Daakiya chehre ko pa.Dhtaa hai lifaafa de kar
Shariq Jamal Nagpuri
Ghazal
KHushbuu se roz KHat likhaa 'haafiz' havaa ke naam
patto.n ko mo.D de ke lifaafa banaa liyaa
Hafiz Karnataki
Ghazal
Amit Shrivastav
Ghazal
ruuh ruKHsat ho ga.ii sab rishte-naate chho.D kar
rah gayaa bas jism kaa KHaalii lifaafa rah gayaa