SEARCH RESULTS
Showing search results for "lifaafe"
Ghazal MATCHES FOR "lifaafe"
Ghazal
KHat ke chhoTe se taraashe me.n nahii.n aa.e.nge
Gam ziyaada hai.n lifaafe me.n nahii.n aa.e.nge
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
ko.ii kaaGaz ek maile se lifaafe me.n thaa band
khol kar dekhaa to us me.n sar-ba-sar paiGaam thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
mai.n ne to bas ain likkhaa thaa lifaafe par magar
jaane kyaa samjhaa hai matlab us ne is tahriir kaa
Aadil Rahi
Ghazal
yuu.n lifaafe me.n hamaaraa hai kalaam-e-shiirii.n
jis tarah baa.ndhte hai.n qand ke uupar kaaGaz
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
sab lifaafe kii husuulii ke liye ho rahaa hai
ham jo ye shaGl jo ye kaar-e-adab kar rahe hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ye bhii Gazab kaa rashk hai KHat to hai naam-e-Gair par
aur lifaafe par likhaa sahv se meraa naam hai
Nizam Rampuri
Ghazal
gumaa.n na thaa ki lifaafe me.n KHat ke badle vo
lahuu-luhaan ta.Daptii zabaan rakh degaa
Sadiq
Ghazal
KHaalii lifaafe bhejte rahte hai.n ham use
almaariyo.n me.n band hai.n sab KHat likhe hu.e
Nasir Basheer
Ghazal
Bulbul Kashmiri
Ghazal
KHat kaa mazmuu.n hai mire hii vaaste
go lifaafe par kisii kaa naam hai