SEARCH RESULTS
Showing search results for "line"
Ghazal MATCHES FOR "line"
Ghazal
mab.huut se kha.De rahe sab bas kii line me.n
kuulhe uchhaaltii hu.ii bijlii guzar ga.ii
Adil Mansuri
Ghazal
vo baate.n KHatm hone par KHudaa-haafiz na kah de
mai.n baate.n karte karte off-line ho gayaa thaa
Haris Bilal
Ghazal
vo bhii ab tak nahii.n aa.e na payaam aaya hai
phone kii line bhii phir TuuT ga.ii shaam ke baad
Usman Shaheen
Ghazal
ye be-ruKHii dikhaane ko line me.n KHuub the
mai.n KHaas thaa so daa.o bhii meraa hii lag gayaa
Gunjan Nagar Shayar Bakar
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kis liye jiite hai.n ham kis ke liye jiite hai.n
baarhaa aise savaalaat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
dopahar kii dhuup me.n mere bulaane ke liye
vo tiraa koThe pe na.nge paa.nv aanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
vo chiiz jis ke liye ham ko ho bahisht aziiz
sivaa.e baada-e-gulfaam-e-mushk-buu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
ab use log samajhte hai.n giraftaar miraa
saKHt naadim hai mujhe daam me.n laane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
vo jab aa.egaa to phir us kii rifaaqat ke liye
mausam-e-gul mire aa.ngan me.n Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
mai.n tirii suurat liye saare zamaane me.n phiraa
saarii duniyaa me.n magar ko.ii tire jaisaa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ye ishq nahii.n aasaa.n itnaa hii samajh liije
ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai