SEARCH RESULTS
Showing search results for "lotuu.n"
Ghazal MATCHES FOR "lotuu.n"
Ghazal
dekh kar phuulo.n ko a.ngaaro.n pe loTuu.n ai gul
be-tere gulshan-e-firdaus jahannam ho jaa.e
Mirza Raza Barq
Ghazal
ye log tazkire karte hai.n apne logo.n ke
mai.n kaise baat karuu.n ab kahaa.n se laa.uu.n use
Ahmad Faraz
Ghazal
kis kis kaa naam laa.uu.n zabaa.n par ki tere saath
har roz ek shaKHs nayaa dekhtaa huu.n mai.n
Qateel Shifai
Ghazal
aa.iina kyuu.n na duu.n ki tamaashaa kahe.n jise
aisaa kahaa.n se laa.uu.n ki tujh saa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
phir us galii se apnaa guzar chaahtaa hai dil
ab us galii ko kaun sii bastii se laa.uu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
kahaa.n se laa.uu.n sabr-e-hazrat-e-ayyuub ai saaqii
KHum aa.egaa suraahii aa.egii tab jaam aa.egaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
shauq ka.abe liye jaataa hai havas jaanib-e-dair
mere allaah bajaa laa.uu.n me.n kis kaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
Bismil Sabri
Ghazal
jitne bhii mile rang vo sab bhar diye tujh me.n
ik ra.ng-e-vafaa aur hai laa.uu.n vo kidhar se