SEARCH RESULTS
Showing search results for "luTaane"
Ghazal MATCHES FOR "luTaane"
Ghazal
ashk piine ke liye KHaak u.Daane ke liye
ab mire paas KHazaana hai luTaane ke liye
Shakeel Jamali
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
itnii KHushii milii ki sambhaalii nahii.n ga.ii
do-chaar lamhe mujh pe luTaane kaa shukriya
Khalid Mahboob
Ghazal
shabnamii ghaas ghane phuul laraztii kirne.n
kaun aayaa hai KHazaano.n ko luTaane vaalaa
Wazir Agha
Ghazal
baahar bhiitar fasl ugaane vaalaa tuu
tire KHazaane sadaa luTaane vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
mizaaj-e-husn to ik haal par rahaa qaa.em
luTaane vaalo.n ne sab kuchh luTaa ke dekh liyaa
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
aatish-e-rashk se jalte hai.n aduu jal jaa.e.n
phuul 'raahii' pe luTaa.e.nge luTaane vaale
Asghar Rahi
Ghazal
tire jalve ke nazzaare ko KHaalii haath kyaa aataa
luTaane ko bahaar-e-naujavaanii le ke aayaa huu.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ham apnaa aap luTaane kahaa.n pe aa ga.e hai.n
KHud apnii qadre.n ga.nvaane kahaa.n pe aa ga.e hai.n
Adeel Zaidi
Ghazal
ghar kii daulat ko sar-e-'aam luTaane vaale
baap martaa hai to auqaat me.n aa jaate hai.n
Rana Usman Ahaamir
Ghazal
kho ga.e jaane kahaa.n pyaar luTaane vaale
yaad aate hai.n bahut log puraane vaale
Ghazala Tabassum
Ghazal
tamaam shahr me.n KHushiyaa.n luTaane nikle the
tumhaare chehre pe rang-e-malaal kaisaa hai
Zafar Siddiqui
Ghazal
hai.n kahaa.n ishq me.n ghar-baar luTaane vaale
KHuu-e-iisaar se maGluub hai.n ansaar ab bhii
Ajmal Siraj
Ghazal
ham bhii tayyaar hai.n phir jaan luTaane ke liye
saamne phir vahii kuufa vahii vaadii hai to kyaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
vo ek pyaas kaa lamha jo mere andar hai
kabhii kabhii to samundar luTaane vaalaa hai
Ahmad Shanas
Ghazal
jab kahaa meraa faqat hai ek bose kaa savaal
bole daulat husn kii kyaa hai luTaane ke liye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
tariiq ko.ii na aayaa mujhe zamaane kaa
ki ek saudaa rahaa jins-e-dil luTaane kaa