SEARCH RESULTS
Showing search results for "luhaar"
Ghazal MATCHES FOR "luhaar"
Ghazal
lahuu-luhaan pa.Daa thaa zamii.n par ik suuraj
parinde apne paro.n se havaa.e.n karne lage
Rahat Indori
Ghazal
chhoTii-moTii ek lahar hii thii mere andar
ek lahar se kyaa tuufaan uThaa saktaa thaa mai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
vo lahar huu.n jo pyaas bujhaa.e zamiin kii
chamke jo aasmaa.n pe vo patthar nahii.n huu.n mai.n
Muzaffar Warsi
Ghazal
hamaare shahr kii biinaa.iyo.n pe rote hai.n
tamaam shahr ke manzar lahuu-luhaan pa.De
Rahat Indori
Ghazal
baat hai kuchh zinda rah jaanaa bhii apnaa aaj tak
lahar thii aasuudgii kii bhii pareshaanii ke saath
Zafar Iqbal
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
ik lahar us kii aa.nkh me.n hai hausla-shikan
ik rang us ke chehre pe bahkaane vaalaa hai
Jamal Ehsani
Ghazal
qismat to dekh shaiKH ko jab lahar aa.ii tab
darvaaza shiira KHaane kaa ma.amuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
hayaat-e-daa.imii kii lahar hai is zindagaanii me.n
agar marne se pahle ban pa.De to 'josh' mar jaa.e
Josh Malihabadi
Ghazal
chaaro.n or samandar ba.Dhtii chintaa hai
lahar lahar lahraatii kashtii ham dono.n
Bashir Badr
Ghazal
ik lahar hai ki mujh me.n uchhalne ko hai 'zafar'
ik lafz hai ki mujh se adaa hone vaalaa hai