SEARCH RESULTS
Showing search results for "luhaar"
Nazm MATCHES FOR "luhaar"
Nazm
muhasara
vo barq lahar bujhaa dii ga.ii hai jis kii tapish
vajuud-e-KHaak me.n aatish-fishaa.n jagaatii thii
Ahmad Faraz
Nazm
raat aur rail
Tez-e-raftaar ke sikke jamaatii jaa-ba-jaa
dasht o dar me.n zindagii kii lahar dau.Daatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek udas sham ke nam
lahuu-luhaan saa.ato.n kaa faisla nahii.n hu.aa
baras guzar ga.e hai.n ko.ii mo.ajaza nahii.n hu.aa
Iftikhar Arif
Nazm
tumne likkha hai
nashsha-e-husn kii ik lahar ho machlii hu.ii lahar
ik lajaataa hu.aa sharmaataa hu.aa raaz ho tum
Prem Warbartani
Nazm
lab-e-ju-e-bare
KHushk patto.n se jab aa.ii thii ta.Dapne kii sadaa
aur daaman kii har ik lahar chamak uTThii thii
Meeraji
Nazm
ghaTa chhai to kya
chhaT ga.e jab aap hii uudii ghaTaa chhaa.ii to kyaa
turbat-e-paamaal ke sabze pe lahar aa.ii to kyaa
Josh Malihabadi
Nazm
wahi hua na ki jis ka Dar tha
tumhaare jazbe kii ik lahar se
uja.D ga.ii hai hamaarii duniyaa
Asra Rizvi
Nazm
qatl-e-aftab
shafaq ke rang me.n hai qatl-e-aaftaab kaa ra.ng
ufuq ke dil me.n hai KHanjar lahuu-luhaan hai shaam