SEARCH RESULTS
Showing search results for "lutnaa"
Ghazal MATCHES FOR "lutnaa"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
yuu.n bhii.D me.n to luTnaa ba.Dii aam baat hai
sahraa me.n KHud ko tanhaa luTaataa rahaa huu.n mai.n
Bubbles Hora Saba
Ghazal
dil muttasil-e-kuucha-e-mahbuub hu.aa gum
luTnaa thaa pahu.nch kar mujhe manzil ke baraabar
Jalal Lakhnavi
Ghazal
qaum ko gar luuTnaa hai baa-saliiqa luuTiye
chho.Diye Daakaa-zanii aur rahnumaa ban jaa.iye
Abdur Rauf Makhfi
Ghazal
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
maqsad thaa un kaa luuTnaa mujh ko ju.e me.n so
pahle-pahal to yuu.nhii jataayaa gayaa mujhe
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
dil luuTnaa hai kaam tiraa ai hasii.n na dekh
royaa kare balaa se ki ta.Dpaa kare ko.ii
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
Mansoor Mahboob
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
Khumar Qureshi
Ghazal
Rifat Sarosh
Ghazal
dil ke luTne kaa sabab puuchho na sab ke saamne
naam aa.egaa tumhaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
adhuure raaste se lauTnaa achchhaa nahii.n hotaa
bulaane ke liye duniyaa bhii aa.ii to kahaa.n aa.ii
Munawwar Rana
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
KHabar hai tujh ko ai zabt-e-mohabbat
tire haatho.n me.n luTtaa jaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
luTaa hu.aa chaman-e-ishq hai nigaaho.n ko
dikhaa gayaa vahii kyaa kyaa gul o samar phir bhii