SEARCH RESULTS
Showing search results for "lutnaa"
Nazm MATCHES FOR "lutnaa"
Nazm
arz-e-watan
rivaayat kaa mahfuuz kar ke vaqaar
hame.n luuTnaa hai KHushii kii bahaar
Arsh Malsiyani
Nazm
guDDe guDiya ka byah
vo logo.n kaa chalnaa paTaaKHo.n kaa chhuTnaa
havaa me.n anaaro.n ke phuulo.n kaa luTnaa
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
subh-e-id
haa.n luuTnaa hai aaj ise daulat-e-visaal
'baasit' hai kis adaa se sanaa-KHvaan-e-sub.h-e-iid
Master Basit Biswani
Nazm
raqib se!
tuu ne dekhii hai vo peshaanii vo ruKHsaar vo ho.nT
zindagii jin ke tasavvur me.n luTaa dii ham ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dastur
mai.n nahii.n maantaa mai.n nahii.n jaantaa
tum ne luuTaa hai sadiyo.n hamaaraa sukuu.n
Habib Jalib
Nazm
KHizr-e-rah
kaT maraa naadaa.n KHayaalii devtaa.o.n ke liye
sukr kii lazzat me.n tuu luTvaa gayaa naqd-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
pyaar kii aaKHirii puu.njii bhii luTaa aayaa huu.n
apnii hastii ko bhii lagtaa hai miTaa aayaa huu.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
varna ik be-navaa mohabbat me.n
dil ke luTne pe kyaa nahii.n kahtaa
Saifuddin Saif
Nazm
hubb-e-watan
kabhii tuuraaniyo.n ne ghar luuTaa
kabhii durraaniyo.n ne zar luuTaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
luTaa suhaag mirii zindagii kaa maa.nDo me.n
nadiim khaa ga.ii mujh ko nazar javaanii kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
august-1952
haa.n kaj karo kulaah ki sab kuchh luTaa ke ham
ab be-niyaaz-e-gardish-e-dauraa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
apne ghar ke liye ye hastii miTaa dii mai.n ne
zindagii raah-e-mohabbat me.n luTaa dii mai.n ne