SEARCH RESULTS
Showing search results for "maajhii"
Ghazal MATCHES FOR "maajhii"
Ghazal
maajhii kaa gar dil dariyaa me.n lag jaa.e
phir us ko har qatra saahil lagtaa hai
Shubham Shab
Ghazal
'umr-bhar la.Dte rahe lahro.n se maajhii ke liye
Duub jaayaa kartii hai.n nazdiik taT ke kashtiyaa.n
Manik Vishwakarma Navrang
Ghazal
maujo.n kaa ko.ii KHauf na tuufaa.n kaa ko.ii Dar
maajhii se mai.n Dartaa huu.n talaatum se ziyaada
Farooque Adil
Ghazal
thaa jinhe.n zo.am vo dariyaa bhii mujhii me.n Duube
mai.n ki sahraa nazar aataa thaa samundar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
mujhii ko taana-e-Gaarat-garii na de pyaare
ye naqsh mai.n ne tire haath se miTaayaa thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
rag rag me.n is tarah vo samaa kar chale ga.e
jaise mujhii ko mujh se churaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
dafn jab KHaak me.n ham soKHta-saamaa.n ho.nge
fils maahii ke gul-e-sham-e-shabistaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
salaam us pe ki jis ne uThaa ke parda-e-dil
mujhii me.n rah ke mujhii me.n samaa ke luuT liyaa