SEARCH RESULTS
Showing search results for "maajhii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maajhii"
Sher
maajhii ne Duboyaa hai lahro.n ne uchhaalaa hai
gardish ke samundar kaa dastuur niraalaa hai
Shahid Ghazi
Ghazal
maajhii kaa gar dil dariyaa me.n lag jaa.e
phir us ko har qatra saahil lagtaa hai
Shubham Shab
MORE MATCHES FOR "maajhii"
Ghazal
'umr-bhar la.Dte rahe lahro.n se maajhii ke liye
Duub jaayaa kartii hai.n nazdiik taT ke kashtiyaa.n
Manik Vishwakarma Navrang
Ghazal
maujo.n kaa ko.ii KHauf na tuufaa.n kaa ko.ii Dar
maajhii se mai.n Dartaa huu.n talaatum se ziyaada
Farooque Adil
Ghazal
Ahmad Faraz
Nazm
mujhse pahle
phir bhii maazii kaa KHayaal aataa hai gaahe-gaahe
muddate.n dard kii lau kam to nahii.n kar saktii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
thaa jinhe.n zo.am vo dariyaa bhii mujhii me.n Duube
mai.n ki sahraa nazar aataa thaa samundar niklaa
Ahmad Faraz
Nazm
farar
apne maazii ke tasavvur se hiraasaa.n huu.n mai.n
apne guzre hu.e ayyaam se nafrat hai mujhe




