SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahaajan"
Ghazal MATCHES FOR "mahaajan"
Ghazal
go is kii KHudaa.ii me.n mahaajan kaa bhii hai haath
duniyaa to samajhtii hai fara.ngii ko KHudaavand
Allama Iqbal
Ghazal
mere ghar ko.ii KHushii aatii to kaise aatii
umr-bhar saath rahaa dard mahaajan kii tarah
Gopaldas Neeraj
Ghazal
Haseeb Soz
Ghazal
muskuraate ho magar soch lo itnaa ai 'nuur'
suud letii masarrat bhii mahaajan kii tarah
Krishn Bihari Noor
Ghazal
tuu mujhe bhuuk bhii sah lene kaa aadii kar de
ab mahaajan ke taqaaze nahii.n achchhe lagte
Mujeeb Shehzar
Ghazal
bachcho.n ke masaa.il hai.n mahaajan ke taqaaze
ye ham hii samajhte hai.n ki ghar kyo.n nahii.n jaate
Shan Bharti
Ghazal
apne hasiin KHvaab kii ta.amiir ke liye
bechaa hai KHud ko mai.n ne mahaajan ke paas me.n
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
phir mahaajan baa.nT le.nge apnii saarii khetiyaa.n
qarz kii faslo.n pe jiinaa kis qadar dushvaar hai
Farooq Anjum
Ghazal
apne hasiin KHvaab kii ta.amiir ke liye
bechaa hai KHud ko mai.n ne mahaajan ke paas me.n
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
Gazal kahuu.n to mai.n apnii Gazal ke saath rahuu.n
suKHan kii raah me.n paiham amal ke saath rahuu.n
Uddhaw Mahajan Bismil
Ghazal
ye tahii-dastii milii ishq me.n mehnat ke evaz
us mahaajan ne bhii mazduur ko ujrat nahii.n dii
Muhib Wafa
Ghazal
daam to de na ga.e chhuuTtaa maalaa kaisaa
kal mahaajan mu.aa kartaa thaa taqaazaa kaisaa
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
zabt kaa jitnaa asaasa hai uThaa.e jaa.e.nge
ab mahaajan karb ke mujh se na Taale jaa.e.nge
Mehboob Rahi
Ghazal
Uddhaw Mahajan Bismil
Ghazal
use KHayaal me.n baa.ndhuu.n ki KHvaab me.n dekhuu.n
ko.ii vo but hai use kyo.n hijaab me.n dekhuu.n
Kanwal Pradeep Mahajan
Ghazal
khule jab kabhii daftar-e-raftagaa.n
ho.n aa.nkhe.n mirii aur sail-e-ravaa.n
Kanwal Pradeep Mahajan
Ghazal
amn-o-amaa.n kii KHaatir khaa.ii thii.n ham ne qasme.n
lekin rahaa nahii.n hai ye kaam apne bas me.n