SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahram"
Ghazal MATCHES FOR "mahram"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dayaar-e-Gair me.n mahram agar nahii.n ko.ii
to 'faiz' zikr-e-vatan apne ruu-ba-ruu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
is shahr-e-hiila-juu me.n jo mahram mile mujhe
fariyaad jaan-e-jaa.n vahii mahram mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
har ajnabii hame.n mahram dikhaa.ii detaa hai
jo ab bhii terii galii se guzarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
milte hii lab-e-yaar se lab dil nikal aayaa
maaraa jise iisaa ne vo biimaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
mausamo.n kaa ko.ii mahram ho to us se puuchho
kitne patjha.D abhii baaqii hai.n bahaar aane me.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aduu ko bhii jo banaayaa hai tum ne mahram-e-raaz
to faKHr kyaa jo hu.aa e'tibaar ham par bhii
Akbar Allahabadi
Ghazal
mirii navaa-e-pareshaa.n ko shaa.irii na samajh
ki mai.n huu.n mahram-e-raaz-e-duruun-e-mai-KHaana
Allama Iqbal
Ghazal
ko.ii mahram nahii.n miltaa jahaa.n me.n
mujhe kahnaa hai kuchh apnii zabaa.n me.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
dekh aa.e.n chalo kuu-e-nigaaraa.n kaa KHaraaba
shaayad ko.ii mahram mile viiraanii-e-dil kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Gazal ke bhes me.n aa.ii hai aaj mahram-e-dard
suKHan kii o.Dhe hu.e hai ridaa udaasii hai
Irfan Sattar
Ghazal
go raat mirii sub.h kii mahram to nahii.n hai
suuraj se tiraa ra.ng-e-hinaa kam to nahii.n hai