SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-e-andoh"
Ghazal MATCHES FOR "mai-e-andoh"
Ghazal
ham to kahte the ki lab se na lagaa saaGar-e-ishq
mai-e-andoh se ab ham hu.e sarshaar ki tuu
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Gam-o-andoh me.n to muskuraanaa merii fitrat hai
rahuu.n afsurda-dil to zindagii dushvaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
imroz-e-intizaar kaa fardaa to kal bhii hai
andoh-e-imshabii kaa saveraa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
hai kaun saa jahaa.n me.n vo aadaab-e-mai-kashii
jis se miraa shu.uur-e-Gazal aashnaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
kahaa.n tak na behosh-o-be-KHud karegii
mai-e-vasl hai ko.ii sharbat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ye baat alag saaqii navaaze na navaaze
ham mai-kada-e-ishq ke mai-KHvaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
nigaah-e-manzar-e-dilkash me.n chhaa ga.ii surKHii
mai-e-KHumaar sadaa.o.n kii anjuman me.n hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
kyaa mai-e-gul-guu.n se raunaq ghaT ga.ii
ra.ng balki aa gayaa iimaan me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
lahuu Tapkaa hai rafta-rafta mizhgaan-e-muGannii se
hu.aa hai KHush dil-e-andoh-gii.n aahista aahista
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
big.Dii hu.ii hai mai-kada-e-dahr kii havaa
ho jaa.e.n shaiKH-jii bhii na mai-KHvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mar chukaa mai.n to nahii.n us se mujhe kuchh haasil
barse gar paanii kii jaa aab-e-baqaa mere ba.ad
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jahaa.n nigaah se insaa.n banaa.e jaate hai.n
vo baab-e-mai-kada mere liye khulaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jo har nazar me.n taaza kare.n mai-kade hazaar
sach hai 'suruur'-e-rafta ko vo yaad kyaa kare.n