SEARCH RESULTS
Showing search results for "majas"
Ghazal MATCHES FOR "majas"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
'majaaz' ik baada-kash to hai yaqiinan
jo ham sunte the vo aalam nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n mohabbat miraa vo haal kare
ki KHvaab me.n bhii dobaara kabhii majaal na ho
Jawad Sheikh
Ghazal
sar-taa-qadam zabaan hai.n juu.n sham.a go ki ham
par ye kahaa.n majaal jo kuchh guftuguu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
mujhe sune na ko.ii mast-e-baaada-e-ishrat
'majaaz' TuuTe hu.e dil kii ik sadaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
vahdat me.n terii harf du.ii kaa na aa sake
aa.iina kyaa majaal tujhe mu.nh dikhaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
vo aa ke KHvaab me.n taskiin-e-iztiraab to de
vale mujhe tapish-e-dil majaal-e-KHvaab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
hotii hai is me.n husn kii tauhiin ai 'majaaz'
itnaa na ahl-e-ishq ko rusvaa kare ko.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
barbaad-e-tamannaa pe itaab aur ziyaada
haa.n merii mohabbat kaa javaab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
baKHshii hai.n ham ko ishq ne vo jur.ate.n 'majaaz'
Darte nahii.n siyaasat-e-ahl-e-jahaa.n se ham