SEARCH RESULTS
Showing search results for "majmua e"
Ghazal MATCHES FOR "majmua e"
Ghazal
majmuu'a-e-auraaq-e-pareshaa.n nahii.n hogaa
ik shakl me.n Dhal jaa.e ye insaa.n nahii.n hogaa
Wafa Naqvi
Ghazal
majmuua-e-KHayaal pareshaa.n kiye hu.e
baiThaa huu.n phir junuu.n ko mai.n mehmaa.n kiye hu.e
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
zaahir me.n to majmuu.a-e-ash.aar Gazal hai
baatin me.n mahaktaa hu.aa gulzaar Gazal hai
Sabeeha Farhat Sambhali
Ghazal
ho.nTo.n ke tabassum se chaman khilte hai.n laakho.n
majmuu'a-e-faizaan-e-gulistaan-e-Gazal ho
Ameer Dehlvi
Ghazal
haa.e ye majmuu.a-e-sar-mastii-o-kaif-o-KHumaar
tak rahe hai.n terii aa.nkho.n ko liye paimaana ham
Ejaz Warsi
Ghazal
Taufeeq Hyderabadi
Ghazal
khol kar baaG me.n teraa juz-e-majmuu.a-e-husn
aaj laa.ii hai sabaa aafat-e-kul barsar-e-gul
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
majmuu.a-e-tazaad hu.ii un kii guftuguu
iqraar bhii vo karte hai.n inkaar kii tarah
Saqib Azimabadi
Ghazal
haa.n vus.at-e-zanjiir tak aazaad bhii huu.n mai.n
hastii mirii majmuu'a-e-azdaad rahegii
Yagana Changezi
Ghazal
ek majmuua-e-ziddain thii hastii merii
juzv-e-taKHriib bhii shaamil mirii ta.amiir me.n thaa
Talib Dehlavi
Ghazal
aate rahe.nge roz hii majmuu'a-e-kalaam
lekin na ko.ii saani-e-lafzaab aa.egaa
Nashad Aurangabadi
Ghazal
mai.n kyaa huu.n mirii hastii hai majmu.a-e-azdaad
tartiib me.n hai kaun saa jauhar mire andar
Shozeb Kashir
Ghazal
apnii to fahm me.n vahii ha.ngaam ai 'naziir'
majmuu.a-e-hayaat kaa lubb-e-lubaab thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
ai jaan-e-'siraaj' ek Gazal dard kii sun jaa
majmuu.a-e-ahvaal hai diivaan hamaaraa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
dil-e-aashiq bhii kyaa majmu.a-e-azdaad hotaa hai
udhar aabaad hotaa hai idhar barbaad hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
roz haalaat badalte hai.n ba-shart-e-taufiiq
ziist majmuu.a-e-aasaanii o dushvaarii hai