SEARCH RESULTS
Showing search results for "makhduum"
Ghazal MATCHES FOR "makhduum"
Ghazal
aap kii yaad aatii rahii raat bhar
chashm-e-nam muskuraatii rahii raat bhar
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
ishq ke sho.ale ko bha.Dkaa.o ki kuchh raat kaTe
dil ke a.ngaare ko dahkaa.o ki kuchh raat kaTe
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
ye kaun aataa hai tanhaa.iyo.n me.n jaam liye
jilau me.n chaa.ndnii raato.n kaa ehtimaam liye
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
ek thaa shaKHs zamaana thaa ki diivaana banaa
ek afsaana thaa afsaane se afsaana banaa
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
tere diivaane tirii chashm o nazar se pahle
daar se guzre tirii raahguzar se pahle
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
ab kahaa.n jaa ke ye samjhaa.e.n ki kyaa hotaa hai
ek aa.nsuu jo sar-e-chashm-e-vafaa hotaa hai
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
sahar se raat kii sargoshiyaa.n bahaar kii baat
jahaa.n me.n aam hu.ii chashm-e-intizaar kii baat
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
saaz aahista zaraa gardish-e-jaam aahista
jaane kyaa aa.e nigaaho.n kaa payaam aahista
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
usii chaman me.n chale.n jashn-e-yaad-e-yaar kare.n
dilo.n ko chaak garebaa.n ko taar-taar kare.n
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
daur aayaa hai ajab 'anjum' yahaa.n hoshyaar-baash
zaaG hai maKHduum aur KHaadim yahaa.n shahbaaz hai
Mushtaq Anjum
Ghazal
maKHduum se ham ko bhii hai nisbat vahii 'manzuur'
rindo.n me.n jise nisbat-e-paimaana kahaa jaa.e
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
siimaab-vashii tishna-labii baa-KHabarii hai
is dasht me.n gar raKHt-e-safar hai to yahii hai
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
faqr maKHduum hai laj-paal hai lakh-daataa hai
taaj be-rahm luTere ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sher Afzal Jafri
Ghazal
shikast-o-reKHt zamaane kii KHuub hai 'maKHduum'
KHudii to TuuTii thii KHuu-e-butaa.n bhii TuuTii hai
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
raushan hai bazm-e-sho.ala-ruKHaa.n dekhte chale.n
is me.n vo ek nuur-e-jahaa.n dekhte chale.n