SEARCH RESULTS
Showing search results for "makhluut"
Ghazal MATCHES FOR "makhluut"
Ghazal
ahl-e-dil ne kabhii maKHluut hukuumat na banaa.ii
aql vaalo.n ne bhii be-shart himaayat nahii.n dii
Farhat Ehsas
Ghazal
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
valad-ul-qahba se puuchho na, tirii zaat hai kyaa
biij me.n us ke hai.n maKHluut ka.ii zaat ke biij
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Yasir Iqbal
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
aap kii yaad aatii rahii raat bhar
chashm-e-nam muskuraatii rahii raat bhar
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ishq ke sho.ale ko bha.Dkaa.o ki kuchh raat kaTe
dil ke a.ngaare ko dahkaa.o ki kuchh raat kaTe
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
har nargis-e-jamiil ne maKHmuur kar diyaa
pii kar uThe sharaab har ik bostaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
hai zulm tiraa aam bahut phir bhii sitamgar
maKHsuus ye andaaz-e-jafaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
zarra ho ki qatra ho KHum-KHaana-e-hastii me.n
maKHmuur nazar aayaa sarshaar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ho kisii tarha se maKHsuus hamaare hii liye
yaanii jitnaa nazar aataa hai vo utnaa hii na ho
Zafar Iqbal
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ik gardan-e-maKHluuq jo har haal me.n KHam hai
ik baazuu-e-qaatil hai ki KHuu.n-rez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
haa.e vo vaqt ki jab be-piye mad-hoshii thii
haa.e ye vaqt ki ab pii ke bhii maKHmuur nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
'maKHmuur' ye ab kyaa hai ki baar-e-Gam-e-dil se
bojhal mire ehsaas ke shaane nahii.n hote
Makhmoor Saeedi
Ghazal
ye kaun aataa hai tanhaa.iyo.n me.n jaam liye
jilau me.n chaa.ndnii raato.n kaa ehtimaam liye