SEARCH RESULTS
Showing search results for "makkhan"
Ghazal MATCHES FOR "makkhan"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
barf me.n dabaa makkhan maut rail aur rickshaw
zindagii KHushii rickshaw rail motare.n Dolii
Bashir Badr
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
har sub.h ko har shaam ko makkhan kii dukaa.n par
makkhan kii milaavaT pe jhaga.Dtaa ko.ii din aur
Hashim Azimabadi
Ghazal
'taahir' Gazal ko aur abhii saaf kiijiye
makkhan se kuchh nikaaliye tho.Dii sii chhaach aur
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
kuchh but na.e zaruur taraashe ga.e magar
mai.n kyaa kisii se kam huu.n biga.Dne ke baa'd bhii
Shahnawaz Noor
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
agar talaash karuu.n ko.ii mil hii jaa.egaa
magar tumhaarii tarah kaun mujh ko chaahegaa
Bashir Badr
Ghazal
jo ham pe guzrii so guzrii magar shab-e-hijraa.n
hamaare ashk tirii aaqibat sa.nvaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa 'faraaz'
zaalim ab ke bhii na ro.egaa to mar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kaise kah duu.n ki mujhe chho.D diyaa hai us ne
baat to sach hai magar baat hai rusvaa.ii kii