SEARCH RESULTS
Showing search results for "malka"
Ghazal MATCHES FOR "malka"
Ghazal
malka huu.n mahal kii mai.n miraa hukm-e-mohabbat
auqaat kahaa.n terii ki inkaar sipaahii
Komal Joya
Ghazal
malka-e-husn nahii.n phir bhii tuu ai jaan-e-vafaa
achchhii lagtii hai bahut hii mujhe suurat terii
Athar Nadir
Ghazal
har ashk-e-shahanshaahii ik taaj nahii.n bantaa
har malka zamaane me.n 'mumtaaz' nahii.n hotii
Asad Raza
Ghazal
mahfil ishq me.n jo yaar uThe aur baiThe
hai vo malka ki subuk-baar uThe aur baiThe
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
paas-e-hayaat kaa KHayaal ham ko bahut buraa lagaa
pas ba-hujuum-e-ma.arka jaan ke be-sipar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
zindagii marka-e-ruuh-o-badan hai 'mushtaaq'
ishq ke saath zaruurii hai havas kaa honaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
karnaa hai jo sar ma.arka-e-ziist to sun le
be-baazuu-e-haidar dar-e-KHaibar nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
sau baar chaman mahkaa sau baar bahaar aa.ii
duniyaa kii vahii raunaq dil kii vahii tanhaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
ma.arka garm hai be-taur saa ko.ii har-dam
na ko.ii teG salaamat na sipar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii lahuu se bhii taariiKH likhnii pa.Dtii hai
har ek ma.arka baato.n se sar nahii.n hotaa
Waseem Barelvi
Ghazal
dil ko na puuchh maarka-e-husn-o-ishq me.n
kyaa jaaniye Gariib kahaa.n kaam aa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jahangeer nayab
Ghazal
hamaaraa malba hamaare qadmo.n me.n aa giraa hai
plate me.n jaise mom-battii pighal ga.ii ho