SEARCH RESULTS
Showing search results for "maluu.n"
Ghazal MATCHES FOR "maluu.n"
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
ham se jo 'miir' u.D kar aflaak-e-charKH me.n hai.n
un KHaak me.n maluu.n kii kaahe ko hamsarii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
tujh se har baar mil ke mai.n be-sabr
na maluu.n phir ye Thaan rakhtaa huu.n
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
gar maluu.n mai.n kaf-e-afsos to ha.nstaa hai vo shoKH
haath me.n haath kisii shaKHs ke de kar apnaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
mal.uun hai.n jo mausam-e-gul ke junuu.n me.n hai.n
matruuk rasm-e-chaak-garebaa.n hai in dino.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
maj.huul hai mat.uun hai mal.uun hai vo shaKHs
jo hijr se ghabraa ke ho mafruur minal-ishq
Ammar Yasir Migsi
Ghazal
mahfil-e-aish-o-tarab se bhii nikaalaa mujh ko
kaf-e-afsos maluu.n kyo.n na jalaajil kii tarah
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
itr bistar pe maluu.n phuul chunuu.n takiyo.n par
shab-e-va.ada hai KHudaa jaane vo kab aa nikle
Ranj Merthi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
fitrat-e-husn to ma.aluum hai tujh ko hamdam
chaara hii kyaa hai ba-juz sabr so hotaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vaqt ke saath hai miTTii kaa safar sadiyo.n se
kis ko ma.aluum kahaa.n ke hai.n kidhar ke ham hai.n
Nida Fazli
Ghazal
ho umr-e-KHizr bhii to ho ma.aluum vaqt-e-marg
ham kyaa rahe yahaa.n abhii aa.e abhii chale