SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaa"
Ghazal MATCHES FOR "manaa"
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
dekhnaa mujh ko jo bargashta to sau sau naaz se
jab manaa lenaa to phir KHud ruuTh jaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
tumhaaraa hijr manaa luu.n agar ijaazat ho
mai.n dil kisii se lagaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
ham ki ruuThii hu.ii rut ko bhii manaa lete the
ham ne dekhaa hii na thaa mausam-e-hijraa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo aur vafaa-dushman maane.nge na maanaa hai
sab dil kii sharaarat hai aa.nkho.n kaa bahaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ab tak to dil kaa dil se ta.aaruf na ho sakaa
maanaa ki us se milnaa milaanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
tuu KHudaa to nahii.n ai naaseh-e-naadaa.n meraa
kyaa KHataa kii jo kahaa mai.n ne na maanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye zindagii jo hai use ma.anaa bhii chaahiye
va.ada hame.n qubuul hai iifaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
maanaa ki dosto.n ko nahii.n dostii kaa paas
lekin ye kyaa ki Gair kaa ehsaan liijiye
Shahryar
Ghazal
maanaa ki terii diid ke qaabil nahii.n huu.n mai.n
tuu meraa shauq dekh miraa intizaar dekh