SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaa"
Nazm MATCHES FOR "manaa"
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki vo begaana-e-paimaan-e-vafaa
kho chukaa hai jo kisii aur kii ra.anaa.ii me.n
Ahmad Faraz
Nazm
is waqt to yun lagta hai
maanaa ki ye sunsaan gha.Dii saKHt ka.Dii hai
lekin mire dil ye to faqat ik hii gha.Dii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
ab mire paas tum aa.ii ho to kyaa aa.ii ho
mai.n ne maanaa ki tum ik paikar-e-raanaa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHamosh aawaz
aa.o mai.n tum se ruuTh sii jaa.uu.n
aa.o mujhe tum ha.ns ke manaa lo
Jan Nisar Akhtar
Nazm
umid
vo sub.h kabhii to aa.egii
maanaa ki abhii tere mere armaano.n kii qiimat kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
teri aawaz
aur naGmo.n me.n chhupaa kar mire kho.e hu.e KHvaab
merii ruuThii hu.ii niindo.n ko manaa laa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
nauha
maanaa ki ujaalo.n ne tumhe.n daaG diye the
be-raat Dhale sham.a bujhaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
pashemani
mai.n ye soch kar us ke dar se uThaa thaa
ki vo rok legii manaa legii mujh ko
Kaifi Azmi
Nazm
kar gae kuch kahan
log ulfat ke khilaune liye bachcho.n kii tarah
kal ke ruuThe hu.e yaaro.n ko manaa laa.e.nge
Ahmad Faraz
Nazm
dost sach much bahut zaruri hain
ham ne maanaa ki dard dete hai.n
raah me.n saath chho.D dete hai.n
Shakeel Jamali
Nazm
mazduron ka git
mehnat se ye maanaa chuur hai.n ham
aaraam se koso.n duur hai.n ham