SEARCH RESULTS
Showing search results for "mansab-e-haft-aasmaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "mansab-e-haft-aasmaa.n"
Ghazal
kyaa kuchh na kar dikhaa.uu.n par ik din ke vaaste
miltaa bhii ham ko mansab-e-haft-aasmaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
aaho.n se ho.nge gumbad-e-haft-aasmaa.n KHaraab
kis kis makaan ko na karegaa dhu.aa.n KHaraab
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ahl-e-vafaa par aa.ii.n hazaaro.n musiibate.n
ye sab rahiin-e-gardish-e-haft-aasmaa.n rahe
Aziz Warsi
Ghazal
tirii galii se guzarne ko sar jhukaa.e hu.e
faqiir hujra-e-haft-aasmaa.n uThaa.e hu.e
Idris Babar
Ghazal
dekhiye kab tak rahe.n dar-ba-dar kii Thokare.n
gardish-e-haft-aasmaa.n dekhiye kab tak rahe
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
aaj kyaa hone ko hai ai gardish-e-haft-aasmaa.n
har sitaara larza-bar-andaam hai mere liye
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Davarka Das Shola
Ghazal
havaa-e-KHaak-nashiinii ne be-Gubaar 'muhib'
nazar me.n parda-e-haft-aasmaan khol diye
Waliullah Muhib
Ghazal
Shaer Fatahpuri
Ghazal
mai.n ne saraab-e-fahm ke sab raaz paa liye
ab laakh mujh pe uqda-e-haft-aasmaa.n na khol
Saleem Shahid
Ghazal
mire liye hai.n ye haft-aasmaa.n-o-haft-zamii.n
to kis liye tire jalve mai.n tuur tak dekhuu.n
Khalid Jamal
Ghazal
kabhii kabhii to isii ek musht-e-KHaak ke gird
tavaaf karte hu.e haft aasmaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
un kaa mizaaj auj-e-surayyaa pe hai agar
hai haft-aasmaa.n pe hamaaraa dimaaG bhii
Siddiq Fatahpuri
Ghazal
jabii.n ko hai nisbat usii sang-e-dar se
jise jhuk ke haft-aasmaa.n dekhte hai.n
Mohammad Muzammil Khan
Ghazal
zamiin-e-ta.ng se haft aasmaa.n kii vus'at tak
mai.n Dhuu.nDh laa.uu.ngaa tujh ko kahii.n se guzregaa
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
uTh kar chale to aa.e tirii bazm se magar
naqsha nazar ke saamne haft-aasmaa.n kaa thaa
Noor Ahmad Shaikh
Ghazal
sochnaa chaaho to zer-e-paa mile haft-aasmaa.n
dekhnaa chaaho to ziine kaa nishaa.n hotaa nahii.n