SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqaam-e-ibrat"
Ghazal MATCHES FOR "maqaam-e-ibrat"
Ghazal
shab-e-Gam me.n sitaaro.n ko ai 'ibrat'
sukuu.n-parvar nahii.n aKHgar samajhnaa
Ibrat Bahraichi
Ghazal
agar vatan se mohabbat hai tum ko ai 'ibrat'
to paidaa azm se tum sabz inqalaab karo
Ibrat Bahraichi
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n kinaara karuu.n mohabbat se
guzar hii jaa.uu.n kisii din maqaam-e-ibrat se
Shafaq Sopori
Ghazal
miraa nasiib hai aise maqaam-e-ibrat par
jo haath rakhte nahii.n hai.n vo haath malte hai.n
Rana Abdurrab
Ghazal
maqaam-e-ibrat-e-faanii se kaun hai mahfuuz
ki kaun haakim-e-asbaab rah gayaa baaqii
Ahmad Hamesh
Ghazal
tum kisii ret ke Tiile pe kha.De ho 'ibrat'
uTThe tuufaa.n to phir auqaat samajh me.n aa.e
Ibrat Machlishahri
Ghazal
daavaa-e-KHuu.n-bahaa na tazallum na ehtijaaj
kis be-navaa-e-vaqt kaa 'ibrat' ye qatl hai
Ibrat Machlishahri
Ghazal
maqaam-e-ibrat-o-hasrat saraa-e-faanii hai
banaa liyaa hai jise Gaafilo.n ne ghar apnaa
Ibraheem Aajiz
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Panna Lal Noor
Ghazal
jin ko rah ke kaa.nTo.n me.n KHush-mizaaj honaa thaa
vo maqaam-e-gul paa kar be-dimaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
but-KHaana-saaz rang-e-zamaana hai kis qadar
chho.Daa na us ne kaa'ba-e-aalii-maqaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
chalne bhii vo na paa.e the apne maqaam se
pahle se ho ga.ii dil-e-muztar ko ittilaa.a