SEARCH RESULTS
Showing search results for "mar-mar"
Ghazal MATCHES FOR "mar-mar"
Ghazal
yuu.nhii mar mar ke ji.e.n vaqt guzaare jaa.e.n
zindagii ham tire haatho.n se na maare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ham kisii paikar-e-mar-mar kii taraf kyaa dekhe.n
aa.ina dekh ke patthar kii taraf kyaa dekhe.n
Saghar Mehdi
Ghazal
mar mar ga.e nazar kar us ke barahna tan me.n
kap.De utaare un ne sar khii.nche ham kafan me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
Lala Jai Kishan das Bejan Aurangabadi
Ghazal
Faizi Nizam Puri
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
jiitaa huu.n jo mar mar ke ye jiinaa to nahii.n hai
duniyaa mire ehsaas kii duniyaa to nahii.n hai
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
behtar hai Garaz KHaamushii hii kahne se yaaraa.n
mat puuchho kuchh ahvaal ki mar mar ke jiyaa huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
kaise mar mar ke guzaarii hai tumhe.n kyaa maaluum
raat bhar taaro.n bharii raat pe ronaa aayaa
Saifuddin Saif
Ghazal
talvaar ke tale hii gayaa ahd-e-imbisaat
mar mar ke ham ne kaaTii hai.n apnii javaaniyaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mohabbat kaa qariinaa aa gayaa hai
hame.n mar mar ke jiinaa aa gayaa hai