SEARCH RESULTS
Showing search results for "mariiz-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "mariiz-e-ishq"
Ghazal
Mahboob Mashshar
Ghazal
mariiz-e-ishq kaa bahut ajiib haal ho gayaa
ajiib haal ho gayaa to phir visaal ho gayaa
Tasneem Abidi
Ghazal
ab mariiz-e-ishq ko kaisaa Thikaana chaahiye
aatish-e-dil ko havaa par aashiyaana chaahiye
Chitra Bhardwaj suman
Ghazal
mai.n huu.n mariiz-e-ishq davaa.ii na de mujhe
is Gam kii lazzato.n se rihaa.ii na de mujhe
Taqi Kukravi
Ghazal
lo ham mariiz-e-ishq ke biimaar-daar hai.n
achchhaa agar na ho to masiihaa kaa kyaa ilaaj
Mirza Ghalib
Ghazal
marnaa mariiz-e-ishq ke haq me.n shifaa hu.aa
achchhaa hu.aa najaat milii kyaa buraa hu.aa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
mariiz-e-ishq ko hai dard-e-dil davaa ke liye
rahii Gizaa so hai KHuun-e-jigar Gizaa ke liye
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
mariiz-e-ishq ne kyaa kah diyaa ye
pareshaa.n itnaa chaara-saaz kyo.n hai
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
sa.i-e-laa-haasil mudaavaa-e-mariiz-e-ishq hai
thaamnaa mumkin nahii.n girtii hu.ii diivaar kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
log to kahte hai.n mariiz-e-ishq
tum bataa.o mujhe hu.aa kyaa hai
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
abas hai vaada-e-fardaa tumhaaraa
mariiz-e-ishq kii hai aaKHirii raat
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Maham Khan
Ghazal
mariiz-e-ishq kaa jaldii janaaza niklegaa
kuchh aur der pataa puuchhte raho baiThe