SEARCH RESULTS
Showing search results for "marja.a"
Ghazal MATCHES FOR "marja.a"
Ghazal
mahfil kaa nuur marja-e-aGyaar kaun hai
ham me.n halaak-e-taale-e-bedaar kaun hai
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
Mela Ram Wafa
Ghazal
marja.a-e-gabr-o-musalmaa.n hai vo but naam-e-KHudaa
bhejte hai.n use hinduu o musalmaa.n kaaGaz
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Dhale hai jis pe dil tis kaa kiyaa hai zaahir ism
vahii hai vo ki jo marja.a hai in zamiiro.n kaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
marja’-e-'ishq faqat zaat-e-KHudaa hai 'salmaan'
vaadii-e-'ishq me.n kyo.n tum ko KHudaa yaad nahii.n
Salman Kazmi
Ghazal
banaa hai marja.a-e-ahbaab ghar miraa 'gauhar'
dar aa.ii mehr-o-mohabbat kii jab se buu mujh me.n
Kuldeep Gauhar
Ghazal
buto.n ko marja’-e-haajat banaa na ai 'raafat'
kahii.n banaa na de kaafir ye aarzuu terii
Raft Bahraichi
Ghazal
marja.a-e-ilhaam ban saktaa hai koshish ho agar
ik maqaam aisaa bhii pinhaa.n aadmii ke dil me.n hai
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kitnaa aasaa.n thaa tire hijr me.n marnaa jaanaa.n
phir bhii ik umr lagii jaan se jaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
ham ko kis ke Gam ne maaraa ye kahaanii phir sahii
kis ne to.Daa dil hamaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
Duub kar marnaa bhii usluub-e-mohabbat ho to ho
vo jo dariyaa hai to us ko paar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
kabhii un kaa naam lenaa kabhii un kii baat karnaa
miraa zauq un kii chaahat miraa shauq un pe marnaa