SEARCH RESULTS
Showing search results for "maro"
Ghazal MATCHES FOR "maro"
Ghazal
jaa ke kohsaar se sar maaro ki aavaaz to ho
KHasta diivaaro.n se maathaa nahii.n pho.Daa karte
Gulzar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
pyaaso raho na dasht me.n baarish ke muntazir
maaro zamii.n pe paa.nv ki paanii nikal pa.De
Iqbal Sajid
Ghazal
isii tarah se ajab kyaa jo kuchh sukuun mile
Gam-e-firaaq ke maaro ko.ii to baat karo
Shakeb Jalali
Ghazal
sust raftaar taare bhii aa.nkhe.n jhapakne lage
Gam ke maaro gha.Dii do gha.Dii so raho so raho
Nasir Kazmi
Ghazal
ye aalam-e-vahshat hai to kuchh ho hii rahegaa
manzil na sahii sar kisii diivaar se maaro
Nasir Kazmi
Ghazal
vo apnii hii KHuubii pe rahtaa hai naazaa.n
maro yaa jiyo ko.ii us kii balaa se
Meer Taqi Meer
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
guzarne vaalaa har ik lamha meraa qaatil hai
KHudaa ke vaaste maaro ise bachaa.o mujhe
Irtiza Nishat
Ghazal
aKHiir vaqt hai 'aasii' chalo madiine ko
nisaar ho ke maro turbat-e-payambar par
Aasi Ghazipuri
Ghazal
ai raat ke maaro tumhe.n kis tarah bujhaa.uu.n
ik sub.h bhii ik din bhii hai is raat se aage
Jameel Mazhari
Ghazal
kuchh bhii 'hilaal' ab Dii.nge.n maaro lekin tum ne
mahfil mahfil dhuum machaanaa ishq me.n siikhaa
Hilal Fareed
Ghazal
patthar se na maaro mujhe diivaana samajh kar
aayaa huu.n idhar kuucha-e-jaanaana samajh kar
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
jo sazaa chaaho mohabbat se do yaaro mujh ko
lekin aKHlaaq ke patthar se na maaro mujh ko
Hosh Jaunpuri
Ghazal
talvaar lagaa.o mujhe golii se na maaro
til Dhaa.nk lo aur abru-e-KHamdaar dikhaa.o