SEARCH RESULTS
Showing search results for "maro"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maro"
Ghazal
jaa ke kohsaar se sar maaro ki aavaaz to ho
KHasta diivaaro.n se maathaa nahii.n pho.Daa karte
Gulzar
Sher
pyaaso raho na dasht me.n baarish ke muntazir
maaro zamii.n pe paa.nv ki paanii nikal pa.De
Iqbal Sajid
Ghazal
pyaaso raho na dasht me.n baarish ke muntazir
maaro zamii.n pe paa.nv ki paanii nikal pa.De
Iqbal Sajid
Nazm
barsat ki bahaaren
maare hai.n mauj Daabar dariyaa dau.nD rahe hai.n
mor-o-papiihe koyal kyaa kyaa ruma.nD rahe hai.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
isii tarah se ajab kyaa jo kuchh sukuun mile
Gam-e-firaaq ke maaro ko.ii to baat karo
Shakeb Jalali
PAGE MATCHES FOR "maro"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maro"
Geet
jiyo to aise jiyo jaise sab tumhaaraa hai
maro to aise ki jaise tumhaaraa kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
sust raftaar taare bhii aa.nkhe.n jhapakne lage
Gam ke maaro gha.Dii do gha.Dii so raho so raho
Nasir Kazmi
Ghazal
ye aalam-e-vahshat hai to kuchh ho hii rahegaa
manzil na sahii sar kisii diivaar se maaro
Nasir Kazmi
Ghazal
vo apnii hii KHuubii pe rahtaa hai naazaa.n
maro yaa jiyo ko.ii us kii balaa se
Meer Taqi Meer
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
guzarne vaalaa har ik lamha meraa qaatil hai
KHudaa ke vaaste maaro ise bachaa.o mujhe
Irtiza Nishat
Nazm
maro na hamein daddy
maaro na hame.n daddy bachpan kaa zamaana hai
mausam hai ye ha.nsne kaa ha.ns ha.ns ke bitaanaa hai
Raja Mehdi Ali Khan
Rubai
barsaat kii fasl me.n hai varzish laazim
kuchh bhii na karo to makkhiyaa.n hii maaro




