SEARCH RESULTS
Showing search results for "marquum"
Ghazal MATCHES FOR "marquum"
Ghazal
mohtasib sach sach bataa KHalvat me.n kyaa saudaa hu.aa
mudda.ii insaaf se mahruum kaise ho gayaa
Qasim Jalal
Ghazal
jis me.n marquum thaa vafaa kaa sabaq
phir vo le kar kitaab aa.e the
Yasmin Husaini Zaidi Nikhat
Ghazal
dil kii diivaaro.n pe marquum rahe naam miraa
qabl is ke ki mai.n bhuulaa hu.aa qissa ho jaa.uu.n
Suleman Khumar
Ghazal
tumhaare dard ko marquum kar ke dekhuu.ngaa
phir apne aap ko maGmuum kar ke dekhuu.ngaa
Mahwar Sirsivi
Ghazal
jo ba-faiz-e-aagahii ubhraa hai dil ke saaz par
vo taKHayyul KHud-baKHud manzuum saa hone lagaa
Inam Thanvi
Ghazal
zindagii ke kitne hii marquum afsaane kiye
likh nahii.n paa.ii 'sahar' lekin fasaana maut kaa
Sahar Alig
Ghazal
mere ash'aar kaa mafhuum nahii.n khultaa hai
jaise kam-baKHt kaa maqsuum nahii.n khultaa hai
Rasheed Sandeelvi
Ghazal
zillat kii siyaahii se hai dastuur me.n marquum
dastaar jo bechegaa vo darbaar me.n aave
Umair Khan Umair
Ghazal
ye inqalaab ek shab-o-roz me.n hu.aa
zinda thaa kal jo aaj vo marhuum ho gayaa
Fatima wasia Jayasi
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
kise hai KHvaahish-e-marham-garii magar phir bhii
mai.n apne zaKHm dikhaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
KHaalii ai chaaragaro ho.nge bahut marham-daa.n
par mire zaKHm nahii.n aise ki bhar jaa.e.nge