SEARCH RESULTS
Showing search results for "marsiye"
Ghazal MATCHES FOR "marsiye"
Ghazal
sher ke parde me.n mai.n ne Gam sunaayaa hai bahut
marsiye ne dil ke mere bhii rulaayaa hai bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
marsiye dil ke ka.ii kah ke diye logo.n ko
shahr-e-dillii me.n hai sab paas nishaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
Ishrat Qadri
Ghazal
aashiq mizaaj rote hai.n pa.Dh pa.Dh ke beshtar
ash.aar 'rind' ke na hu.e marsiye hu.e
Rind Lakhnavi
Ghazal
Hamid Iqbal Siddiqui
Ghazal
Gamo.n kii shaan me.n rakkho gulaab jaise lafz
masarrato.n ke liye marsiye talaash karo
Wasif Farooqi
Ghazal
dard ke chehre badal jaate hai.n kyuu.n
marsiye naGmo.n me.n Dhal jaate hai.n kyuu.n
Farooq Shamim
Ghazal
dukh za.iif maa.n kaa ho yaa javaan beva kaa
dukh to dukh hii hote hai.n marsiye badalte hai.n
Sundus Shaikh
Ghazal
be-iKHtiyaar rote hai.n pa.Dh pa.Dh ke marsiye
ulfat me.n terii gar ye miraa parda-dar nahii.n
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
jo 'aniis' aap ko allaah ne baKHshaa hai kamaal
marsiye kii vo sifat rang-e-dabiirii me.n nahii.n
Ahmer Jalesari
Ghazal
ha.ns ha.ns ke tark-e-'ishq kii na daastaa.n sunaa
ashko.n ne jo likhe kabhii vo marsiye bhii dekh
Shahbaz Choudhary
Ghazal
mai.n ne likkhaa hai qasiida na.ii sub.ho.n vaalaa
marsiye ab na suno gor-e-Gariibaa.n mujh se
Shahid Anwar
Ghazal
duur tak kaale dhu.e.n me.n KHuun kii buu tairtii
tairtii aur marsiye likhtii havaa par duur tak
Manzar Saleem
Ghazal
aa.e hai.n vo mariiz-e-mohabbat ko dekh kar
aa.nsuu bataa rahe hai.n ko.ii baat ho ga.ii