SEARCH RESULTS
Showing search results for "masahrii"
Ghazal MATCHES FOR "masahrii"
Ghazal
ghar hii aisaa thaa ye kuchh dohrii masahrii vaalaa
apnaa rahne ke alaava bhii yahaa.n rah ga.e ham
Shaheen Abbas
Ghazal
u.Daa.e KHaak to taaro.n se bhar ga.e aflaak
bichhaa.e taar garebaa.n ke to masahrii hu.ii
Pallav Mishra
Ghazal
sitaar bajne lage sub.h kii masahrii par
dhanak kaa qaafila-e-haft-ra.ng aa gayaa thaa
Osama Zakir
Ghazal
masahrii pe phuulo.n kii sotaa hai ko.ii
ta.Daptaa hai kaa.nTo.n pe muztar kisii kaa
Raja Naushad Ali Khan
Ghazal
pesh-e-aa.iina masahrii pe khule gesuu-e-naaz
duur baadal me.n ko.ii huur-e-pareshaa.n ai dost
Mani Nagpuri
Ghazal
us ne jaltii hu.ii peshaanii pe jab haath rakhaa
ruuh tak aa ga.ii taasiir masiihaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
kaash tuu bhii kabhii aa jaa.e masiihaa.ii ko
log aate hai.n bahut dil ko dukhaane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
dekhiye jis ko use dhun hai masiihaa.ii kii
aaj kal shahr ke biimaar matab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
tujh ko bhii zo.am saa rahtaa thaa masiihaa.ii kaa
aur ham bhii tire biimaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
dafn jab KHaak me.n ham soKHta-saamaa.n ho.nge
fils maahii ke gul-e-sham-e-shabistaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
ek baar aur masiihaa-e-dil-e-dil-zadagaa.n
ko.ii va.ada ko.ii iqraar masiihaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
har nazar se nazar-andaaz-shuda manzar huu.n
vo madaarii huu.n jo rahgiir nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Ghazal
ajiib KHabt-e-masiihaa.ii hai ki hairat hai
mariiz mar bhii chukaa hai davaa.ii jaarii hai
Ali Zaryoun
Ghazal
masaktii cholii to logo.n se chhup ke siine ko
vo taage baTtaa thaa aur mai.n suu.ii pirotaa thaa