SEARCH RESULTS
Showing search results for "masak"
Ghazal MATCHES FOR "masak"
Ghazal
masak ga.ii hai vo a.ngiyaa jo ta.ng ba.ndhne se
to kyaa bahaar hai kaafir ke chaak hone me.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
achchhii ye tasavvur kii nahii.n dast-daraazii
a.ngiyaa kahii.n is but kii masak jaa.e to kyaa ho
Shauq Bahraichi
Ghazal
masak gayaa hai kisii kaa zaraa saa daaman-e-gul
jagah jagah se sisaktaa jo tum rafuu karte
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Waqar Bijnori
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
jo masak jaa.e zaraa sii ek nok-e-harf se
kyuu.n mujhe aisaa libaas-e-jism pahnaayaa gayaa
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
Ehsan Darbhangavi
Ghazal
yuu.n mast nigaaho.n se na kar dast-daraazii
pairaahan-e-tamkii.n kii masak jaa.e na cholii
Maikash Akbarabadi
Ghazal
aib dahliiz pe daulat kii Dhake hote hai.n
muflisii aatii hai to parde masak jaate hai.n
Ghazala Tabassum
Ghazal
ik qatra KHuun kyaa mire dil kaa Tapak gayaa
viiraana-e-hayaat badaamaa.n mahak gayaa
Talha Rizvi Barq
Ghazal
Ram Parkash Rahi
Ghazal
jab tujhe yaad kar liyaa sub.h mahak mahak uThii
jab tiraa Gam jagaa liyaa raat machal machal ga.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tujh ko KHabar nahii.n ki tiraa karb dekh kar
aksar tiraa mazaaq u.Daataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
mahak rahii hai zamii.n chaa.ndnii ke phuulo.n se
KHudaa kisii kii mohabbat pe muskuraayaa hai
Bashir Badr
Ghazal
tujhe hai mashq-e-sitam kaa malaal vaise hii
hamaarii jaan thii jaa.n par vabaal vaise hii