SEARCH RESULTS
Showing search results for "masdar"
Ghazal MATCHES FOR "masdar"
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
masdar-e-ishq kii gardaan mukammal kar ke
jaa rahe hai.n tirii pahchaan mukammal kar ke
Nomaan Shauque
Ghazal
tafta-dil soKHta-jaa.n chaak-jigar KHaak-basar
kyaa kahe.n masdar-e-sad-guuna-balaa ham hii hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
KHvaahish-e-iijaad hai apne ma.aanii kii use
lag rahaa ye fe.al hai masdar se uktaayaa hu.aa
Ejaz Gul
Ghazal
phirtaa hai hasiino.n se bahut aa.nkhe.n la.Daataa
Dartaa huu.n na dil masdar-e-aafaat kahii.n ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
rahaa jo bhii.D me.n bhii mushfiqo.n kii sar-afraaz
KHudaa-gavaah me.n vaisaa hii ek masdar huu.n
Alqama Shibli
Ghazal
Miraq Mirza
Ghazal
zinda jaaduu zinda fan zinda Gazal zinda misaal
masdar-e-mahtaab hai sar-chashma-e-KHurshiid hai
Ravendr Jain
Ghazal
vo ik Gazal thii magar ruuh kii zamiin me.n thii
hamaare KHaak-zada qaafiyo.n me.n aa.ii nahii.n
Farhat Ehsas
Ghazal
zuhuur me.n nazar aayaa na jis ko al-zaahir
vo farq-e-masdar-o-mushtaq samajh nahii.n saktaa
Zaheen Shah Taji
Ghazal
haal maazii aur mustaqbil sabhii to us ke hai.n
hastii apnii us kii KHaatir siiGa-e-masdar me.n hai
Qamar Siddiqi
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
agar talaash karuu.n ko.ii mil hii jaa.egaa
magar tumhaarii tarah kaun mujh ko chaahegaa
Bashir Badr
Ghazal
jo ham pe guzrii so guzrii magar shab-e-hijraa.n
hamaare ashk tirii aaqibat sa.nvaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye kyaa azaab hai sab apne aap me.n gum hai.n
zabaa.n milii hai magar ham-zabaa.n nahii.n miltaa