SEARCH RESULTS
Showing search results for "masdar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "masdar"
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
masdar-e-ishq kii gardaan mukammal kar ke
jaa rahe hai.n tirii pahchaan mukammal kar ke
Nomaan Shauque
Nazm
jo yun hota to kya hota
ye masdar ism-e-maazii kaa nahii.n hai
aap kahiye to bataa dete hai.n hone ko
Mohammad Anvar Khalid
Ghazal
tafta-dil soKHta-jaa.n chaak-jigar KHaak-basar
kyaa kahe.n masdar-e-sad-guuna-balaa ham hii hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "masdar"
Ghazal
phirtaa hai hasiino.n se bahut aa.nkhe.n la.Daataa
Dartaa huu.n na dil masdar-e-aafaat kahii.n ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Kulliyat
vaajib kaa ho na mumkin masdar-sifat sanaa kaa
qudrat se us kii lab par naam aave hai KHudaa kaa
Meer Taqi Meer
Nazm
hamara punjab
tahziib kaa rahbar hai ye punjab hamaaraa
har ilm kaa masdar hai ye punjab hamaaraa
Qais Jalandhari
Ghazal
rahaa jo bhii.D me.n bhii mushfiqo.n kii sar-afraaz
KHudaa-gavaah me.n vaisaa hii ek masdar huu.n
Alqama Shibli
Ghazal
Miraq Mirza
Ghazal
zinda jaaduu zinda fan zinda Gazal zinda misaal
masdar-e-mahtaab hai sar-chashma-e-KHurshiid hai
Ravendr Jain
Ghazal
vo ik Gazal thii magar ruuh kii zamiin me.n thii
hamaare KHaak-zada qaafiyo.n me.n aa.ii nahii.n
Farhat Ehsas
Ghazal
zuhuur me.n nazar aayaa na jis ko al-zaahir
vo farq-e-masdar-o-mushtaq samajh nahii.n saktaa
Zaheen Shah Taji
Ghazal
haal maazii aur mustaqbil sabhii to us ke hai.n
hastii apnii us kii KHaatir siiGa-e-masdar me.n hai
Qamar Siddiqi
Ghazal
husn to husn hai is husn kaa masdar kyaa hai
'ishq hai dard hai yaa nuur hai muzmar kyaa hai
Saqlain Mushtaque
Hamd
mushtaqo.n ke darmiyaa.n bas ek hii masdar hai tuu
sab 'araz hai.n aur jauhar hai faqat ik terii zaat
Alqama Shibli
Naat
maa'nii-e-suura-e-rahmaa.n hai.n rasuul-e-'arabii
masdar-e-taabish-e-burhaa.n hai.n rasuul-e-'arabii












