SEARCH RESULTS
Showing search results for "mase.n"
Ghazal MATCHES FOR "mase.n"
Ghazal
Darte the usii sabza-e-aabaa.ii se pahle
chehre pe mase.n phuuT pa.Dii.n kaa.ii se pahle
Pallav Mishra
Ghazal
Musavvir Sabzwari
Ghazal
ab is ko kufr maane.n yaa bulandii-e-nazar jaane.n
KHudaa-e-do-jahaa.n ko de ke ham insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kaise maane.n ki unhe.n bhuul gayaa tuu ai 'kaif'
un ke KHat aaj hame.n tere sirhaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
ham se ik baar bhii jiitaa hai na jiitegaa ko.ii
vo to ham jaan ke khaa lete hai.n maate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jis ko jaanaa hii nahii.n us ko KHudaa kyuu.n maane.n
aur jise jaan chuke hai.n vo KHudaa kaise ho
Shahzad Ahmad
Ghazal
be-natiija be-samar ja.ng-o-jadal suud o ziyaa.n
saarii jiite.n ek jaisii saarii maate.n ek sii
Muneer Niyazi
Ghazal
naaz o adaa o Gamza nigah panja-e-mizha
maare.n hai.n ek dil ko ye pil pil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
maare.n hai.n ham nagiin-e-sulaimaa.n ko pusht-e-dast
jab miT gayaa nishaan to go naam rah gayaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Ghayas Mateen
Ghazal
be-muravvat bevafaa begaana-e-dil aap hai.n
aap maane.n yaa na maane.n mere qaatil aap hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
us ke naam pe maare.n khaanaa ab e'zaaz hamaaraa
aur kisii kii ye 'izzat auqaat nahii.n dekhii
Obaidullah Aleem
Ghazal
Balmohan panday
Ghazal
javaan gehuu.n ke kheto.n ko dekh kar ro de.n
vo la.Dkiyaa.n ki jinhe.n bhuul baiThii.n maa.e.n bhii