SEARCH RESULTS
Showing search results for "maskii"
Ghazal MATCHES FOR "maskii"
Ghazal
din me.n shabaab ke vo bhare hai.n shabaab me.n
maskii hu.ii qabaa me.n nahii.n hai rafuu pasand
Riyaz Khairabadi
Ghazal
joban se hai maskii hu.ii mahram kaa ishaara
ye din vo hai.n ko.ii nigaraa.n ho nahii.n saktaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
bad-zan na ho kis tarah 'muniir' aaj KHudaaraa
maskii hu.ii ai but tirii mahram nazar aa.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
band TuuTe maskii mahram rang u.Daa joban luTaa
Gair ke ghar jaa ke un kii KHuub mehmaanii hu.ii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
cholii maskii hai khule band garebaa.n ye phaTaa
kaun sii jaa.e se ban aa.e miyaa.n albele
Mirza Zahirddin Azfari
Ghazal
Ufuq Lakhnavi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
in aa.nkho.n kii mastii ke mastaane hazaaro.n hai.n
in aa.nkho.n se vaabasta afsaane hazaaro.n hai.n
Shahryar
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mastii se darhamii hai mirii guftuguu ke biich
jo chaaho tum bhii mujh ko kaho mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
'bahzaad' har ik gaam pe ik sajda-e-mastii
har zarre ko sa.ng-e-dar-e-jaanaana banaa de
Behzad Lakhnavi
Ghazal
apnii mastii me.n bahtaa dariyaa huu.n
mai.n kinaara bhii huu.n bha.nvar bhii huu.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
nazzaare ne bhii kaam kiyaa vaa.n naqaab kaa
mastii se har nigah tire ruKH par bikhar ga.ii