SEARCH RESULTS
Showing search results for "maslahat"
Ghazal MATCHES FOR "maslahat"
Ghazal
maslahat ne ajnabii ham ko banaayaa thaa 'adiim'
varna kab ik duusre ko ham ne pahchaanaa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
tanqiid-e-husn maslahat-e-KHaas-e-ishq hai
ye jurm gaah gaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
maslahat-aamez hote hai.n siyaasat ke qadam
tuu na samjhegaa siyaasat tuu abhii naadaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
puKHta hotii hai agar maslahat-andesh ho aql
ishq ho maslahat-andesh to hai KHaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
maslahat kahiye use yaa ki siyaasat kahiye
chiil kavvo.n ko bhii shaahiin kahaa hai mai.n ne
Rahat Indori
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
jhuuT kyuu.n bole.n faroG-e-maslahat ke naam par
zindagii pyaarii sahii lekin hame.n marnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
charaaG ghar kaa ho mahfil kaa ho ki mandir kaa
havaa ke paas ko.ii maslahat nahii.n hotii
Waseem Barelvi
Ghazal
ai aduu-e-maslahat chand ba-zabt afsurda rah
kardanii hai jam.a taab-e-shoKHii-e-diidaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
yahii hai maslahat-e-jabr-e-ehtiyaat to phir
ham apnaa haal kahe.nge chhupaa ke lahje me.n
Iftikhar Arif
Ghazal
maslahat-koshi-e-ahbaab se dam ghuTtaa hai
kisii jaanib se ko.ii na.ara-e-yaahuu aa.e
Zia Jalandhari
Ghazal
maslahat chhiin lii hai quvvat-e-guftaar magar
kuchh na kahnaa hii miraa merii KHataa ho baiThaa
Farhat Shahzad
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
salaah-e-kaar banaayaa hai maslahat se use
vagarna naaseh-e-naadaa.n kii dostii kyaa hai