SEARCH RESULTS
Showing search results for "maslahato.n"
Ghazal MATCHES FOR "maslahato.n"
Ghazal
har shai se muqaddas hai KHayaalaat kaa rishta
kyuu.n maslahato.n par use qurbaan kiyaa jaa.e
Qateel Shifai
Ghazal
mahbuus sab hai.n maslahato.n ke hisaar me.n
lekin KHud apnii dhun kaa giraftaar kaun hai
Najeeb Ahmad
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Kausar Niyazi
Ghazal
zaliil maslahato.n kaa asiir niklegaa
KHabar nahii.n thii ki tuu be-zamiir niklegaa
Anwar Shamim Anwar
Ghazal
Aziz Qaisi
Ghazal
vo merii maslahato.n ko bigaa.Dne vaalaa
hanuuz mujh me.n vahii be-darang saa kuchh hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
mai.n bhii na kharaa utraa tirii maslahato.n par
tuu bhii mire me.aar pe puuraa nahii.n utraa
Syed Masroor Jauhar
Ghazal
Imdad Nizaamii
Ghazal
rahmate.n phir naazil nahii.n hotii.n garduu.n se
haq jab maslahato.n se Darne lagtaa hai
Zeb Ghauri
Ghazal
tujhe bhulaane pe baa-iKHtiyaar ho gayaa hai
dil apnii maslahato.n kaa shikaar ho gayaa hai
Salim Saleem
Ghazal
maslahat ne ajnabii ham ko banaayaa thaa 'adiim'
varna kab ik duusre ko ham ne pahchaanaa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
tanqiid-e-husn maslahat-e-KHaas-e-ishq hai
ye jurm gaah gaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
bas ek tohfa-e-iflaas ke sivaa 'saaqii'
mashaqqato.n ne mirii aur kyaa diyaa hai mujhe
Saqi Amrohvi
Ghazal
malaamato.n me.n kahaa.n saa.ns le sake.nge vo log
ki jin se kuu-e-jafaa kaa tavaaf bhii na hu.aa
Parveen Shakir
Ghazal
masarrato.n me.n bhii jaage gunaah kaa ehsaas
mire vajuud ko itnii bhii paarsaa.ii na de