SEARCH RESULTS
Showing search results for "maslahato.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maslahato.n"
Ghazal
har shai se muqaddas hai KHayaalaat kaa rishta
kyuu.n maslahato.n par use qurbaan kiyaa jaa.e
Qateel Shifai
Ghazal
mahbuus sab hai.n maslahato.n ke hisaar me.n
lekin KHud apnii dhun kaa giraftaar kaun hai
Najeeb Ahmad
Ghazal
Qateel Shifai
BOOKS MATCHES FOR "maslahato.n"
MORE MATCHES FOR "maslahato.n"
Ghazal
zaliil maslahato.n kaa asiir niklegaa
KHabar nahii.n thii ki tuu be-zamiir niklegaa
Anwar Shamim Anwar
Ghazal
Aziz Qaisi
Ghazal
vo merii maslahato.n ko bigaa.Dne vaalaa
hanuuz mujh me.n vahii be-darang saa kuchh hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
mai.n bhii na kharaa utraa tirii maslahato.n par
tuu bhii mire me.aar pe puuraa nahii.n utraa
Syed Masroor Jauhar
Ghazal
Imdad Nizaamii
Ghazal
rahmate.n phir naazil nahii.n hotii.n garduu.n se
haq jab maslahato.n se Darne lagtaa hai
Zeb Ghauri
Salam
kar liyaa maslahato.n ne use paaband-e-havas
vaqt kyaa KHaak chalegaa tirii raftaar ke saath