SEARCH RESULTS
Showing search results for "masti-e-hosh"
Ghazal MATCHES FOR "masti-e-hosh"
Ghazal
ai 'hosh' Gam-e-dil ke charaaGo.n kii hai kyaa baat
ik baar jalaa do to bujhaa.e nahii.n jaate
Hosh Tirmizi
Ghazal
ma.aal-e-mausam-e-gul hai KHizaa.n to phir ai 'hosh'
hu.ii bhii da.avat-e-aab-o-havaa to kyaa hogaa
Hosh Bilgrami
Ghazal
dekho hame.n ki manzil-e-hosh-o-talab me.n hai.n
lekin lab-e-savaal pe taale pa.De hu.e
Hosh Tirmizi
Ghazal
zindagii is liye shaayad hai pashemaa.n ai 'hosh'
ki faqat maut hai sarmaaya-e-insaa.n ai 'hosh'
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
ahbaab se ai hosh ayaadat kaa gilaa kyaa
tahsiil pe tum aa.e na saa.ib kii dukaa.n tak
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
ham ne sau.npii hai unhe.n apnii hifaazat ai 'hosh'
jin ko aayaa nahii.n KHud apnii nigahbaa.n honaa
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
bach bach ke chaloge to lipaT jaa.egii ai 'hosh'
pak.Doge to haatho.n se nikal jaa.egii chunrii
Pooran Kumar Hosh
Ghazal
us musaafir ke qadam chuume hai manzil ai 'hosh'
duusro.n ke liye jo raah banaa kar aa.e
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
ai 'hosh' mu'aafii bhii nahii.n un ko gavaaraa
aur apnii KHataa par bhii pashemaan bahut hai.n
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
sham.a shab sher shafaq shaam shabaab aur sharaab
shoKHii-e-lab ke hai.n ai 'hosh' fasaane kitne
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
shariik kartaa hai jo laa-shariik me.n ai 'hosh'
vo KHud ko dono.n jahaa.n kii buraa.ii detaa hai
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
yahaa.n bhii kii mire daaman ne dushmanii ai 'hosh'
vagarna mai.n to hifaazat se is shajar me.n thaa
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
har lahza inhidaam kaa hai KHauf mujh ko 'hosh'
mai.n is dayaar-e-shor-o-shar-e-zalzala me.n huu.n
Ibraheem Hosh
Ghazal
'hosh' be-taabi-e-ehsaas kaa aalam tauba
mujh me.n chhup kar vo mujhe dekh rahaa ho jaise
Hosh Tirmizi
Ghazal
raaho.n me.n 'hosh' sang baraste hai.n har taraf
le kar ye kaarvaan-e-tamannaa kidhar chale