SEARCH RESULTS
Showing search results for "masuul"
Ghazal MATCHES FOR "masuul"
Ghazal
vahii saa.il vahii mas.uul vahii haajat-mand
gar ho maqruun-e-ijaabat to savaal achchhaa hai
Ismail Merathi
Ghazal
ashko.n ke tabassum me.n aaho.n ke tarannum me.n
ma.asuum mohabbat kaa ma.asuum fasaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
chand ma.asuum se patto.n kaa lahuu hai 'faakir'
jis ko mahbuub kii haatho.n kii hinaa kahte hai.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
soch rakhnaa bhii jaraa.em me.n hai shaamil ab to
vahii ma.asuum hai har baat pe jo saad kare
Parveen Shakir
Ghazal
baat-chiit me.n jis kii ravaanii masal hu.ii
ek naam lete me.n kuchh ruk saa jaataa hai
Zehra Nigaah
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
mausam kaa ishaara hai KHush rahne do bachcho.n ko
ma.asuum mohabbat hai phuulo.n kii KHataa.o.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
ham se jo ruuTh gayaa hai vo bahut hai ma.asuum
ham to auro.n ko manaane ke liye nikle hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
ab kahaa.n aur kisii chiiz kii jaa rakkhii hai
dil me.n ik terii tamannaa jo basaa rakkhii hai
Anwar Masood
Ghazal
Rahi Masoom Raza
Ghazal
mat sikhaa lahje ko apnii barchhiyo.n ke pai.ntare
zinda rahnaa hai to lahje ko zaraa ma.asuum kar
Rahat Indori
Ghazal
ab un dariicho.n pe gahre dabiiz parde hai.n
vo taa.nk-jhaa.nk kaa ma.asuum silsila bhii gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
mujhe ye vahm rahaa muddato.n ki jur.at-e-shauq
kahii.n na KHaatir-e-maasuum par giraa.n guzre